CORRECT LYRICS

Lyrics : Tere Buss Ki Na Hai

Karta tu itni badi badi baatein
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Reh le tu bhai apni aukaat me
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Kehte style mera lagta itna khaas hai
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Bhidiyo na tu kabhi mere saath me
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai

Kaamyabi - mehnt ka anjaam
Ab to chehre itne saare dikhte hai anjaan
Mere naam me bhagwaan, kar pranaam
Bina lagaam dauda, lambi race ka ghoda
Thoda kaske apne tasme bandh
Karta na mai saste kaam, mera kalam teer kaman
Shabd cheere jaise baan
Dheere dheere dere dhyan, choota asman Jaise koi vimaan
Khoya na hai deen imaan, desi rap hai meri jaan

Zehreeli hai ye jeeb, boya maine beejh
Do hazaar teen, likha pehla geet maine beat pe
Meri hai ye jeet, mainstream se leke street
Kaafi jaali emcees ke kiye maine cheethade

Mera naam yaad rakhne waala
Tha bechara, karna tha jo mujhko, maine kara mann ke dwara
Ban ke jwala, laaya aag, hogaye jalke saare raakh
Khatarnaak hai ye lavz, mere gaane hai repeat pe

Karta tu itni badi badi baatein
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Reh le tu bhai apni aukaat me
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Kehte style mera lagta itna khaas hai
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Bhidiyo na tu kabhi mere saath me
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Mujhe farak nahi padta, fazool ki hai baatein
Beta kar na meri charcha
Apne gaano me boley you getting money
Lekin teri aamdani mere hafte ka hai kharcha

Tere buss ki na hai, reh le tu aukaat me
Kehlate mujhe killer, faila de baat tu kaynaat me
Yha na bhedbhao, na dabav jaat pe
Lekin level hai ooncha, tu bona lagta hai saath me

Nayi dilli represent for my ends
R.O flow yani style mera kaint
Tu ek bakri jo follow karta trend
Yeezy waale joote, aur fati waali pant

Jo bhi kara maine kara apne bal pe
Yeh chokre hai kal ke jo dekh te hi jalte
Ab ye darte ye lagte hai halke
Jazbaaton me palte tu chal yaha sambhal ke

Karta tu itni badi badi baatein
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Reh le tu bhai apni aukaat me
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Kehte style mera lagta itna khaas hai
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Bhidiyo na tu kabhi mere saath me
Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai)
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai
Na hai tere buss ki baat
Na hai tere buss ki baat
Tere buss ki na hai