SUBMIT LYRICS
Top 100
Album releases
artists
Community
French
Spanish
Portuguese
Correction Lyrics
Tere Buss Ki Na Hai
by
KR$NA
Back
Lyrics
Karta tu itni badi badi baatein Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Reh le tu bhai apni aukaat me Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Kehte style mera lagta itna khaas hai Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Bhidiyo na tu kabhi mere saath me Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Kaamyabi - mehnt ka anjaam Ab to chehre itne saare dikhte hai anjaan Mere naam me bhagwaan, kar pranaam Bina lagaam dauda, lambi race ka ghoda Thoda kaske apne tasme bandh Karta na mai saste kaam, mera kalam teer kaman Shabd cheere jaise baan Dheere dheere dere dhyan, choota asman Jaise koi vimaan Khoya na hai deen imaan, desi rap hai meri jaan Zehreeli hai ye jeeb, boya maine beejh Do hazaar teen, likha pehla geet maine beat pe Meri hai ye jeet, mainstream se leke street Kaafi jaali emcees ke kiye maine cheethade Mera naam yaad rakhne waala Tha bechara, karna tha jo mujhko, maine kara mann ke dwara Ban ke jwala, laaya aag, hogaye jalke saare raakh Khatarnaak hai ye lavz, mere gaane hai repeat pe Karta tu itni badi badi baatein Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Reh le tu bhai apni aukaat me Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Kehte style mera lagta itna khaas hai Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Bhidiyo na tu kabhi mere saath me Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Mujhe farak nahi padta, fazool ki hai baatein Beta kar na meri charcha Apne gaano me boley you getting money Lekin teri aamdani mere hafte ka hai kharcha Tere buss ki na hai, reh le tu aukaat me Kehlate mujhe killer, faila de baat tu kaynaat me Yha na bhedbhao, na dabav jaat pe Lekin level hai ooncha, tu bona lagta hai saath me Nayi dilli represent for my ends R.O flow yani style mera kaint Tu ek bakri jo follow karta trend Yeezy waale joote, aur fati waali pant Jo bhi kara maine kara apne bal pe Yeh chokre hai kal ke jo dekh te hi jalte Ab ye darte ye lagte hai halke Jazbaaton me palte tu chal yaha sambhal ke Karta tu itni badi badi baatein Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Reh le tu bhai apni aukaat me Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Kehte style mera lagta itna khaas hai Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Bhidiyo na tu kabhi mere saath me Tere buss ki na hai (Tere buss ki na hai) Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai Na hai tere buss ki baat Na hai tere buss ki baat Tere buss ki na hai
music video
Your name will be published. Leave fields blanks to remain anonymous.
Submit
Modal title
×
Insert media
Video URL?
(YouTube, Vimeo, Instagram, DailyMotion, Soundcloud)
×
Remember me
Lost password
Sign in
Register