CORRECT LYRICS

Lyrics : Ishq Bina

Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Gudh se meetha, ishq ishq
Imli se khatta, ishq
Vaada yeh pakka, ishq ishq
Dhaaga yeh kacha, ishq
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Gudh se meetha, ishq ishq
Imli se khatta, ishq ishq
Gudh se meetha, ishq ishq
Imli se khatta, ishq ishq
Vaada yeh pakka, ishq ishq
Dhaaga yeh kacha, ishq ishq

Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Gudh se meetha, ishq ishq
Imli se khatta, ishq ishq
Gudh se meetha, ishq ishq
Imli se khatta, ishq ishq
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena

Neeche ishq hai, upar rab hai
In dono ke beech mein sab hai
Neeche ishq hai, upar rab hai
In dono ke beech mein sab hai
Ek nahi, sau baatein karlo
Sau baaton ka ek matlab hai
Rab sab se sona, ishq ishq
Rab se bhi sona, ishq
Rab sab se sona, ishq ishq
Rab se bhi sona, ishq

Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Gudh se meetha, ishq ishq
Imli se khatta, ishq ishq
Gudh se meetha, ishq ishq
Imli se khatta, ishq ishq
Heera na panna, ishq ishq
Bas ek tamanna, ishq ishq
Heera na panna, ishq ishq
Bas ek tamanna, ishq ishq
Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena

Ishq hai kya, ye kisko pata
Ye ishq hai kya, sabko pata
Ye prem nagar anjaan dagar
Saajan ka ghar hai kisko khabar
Chhoti si umar, ye lamba safar
Ye ishq hai kya, ye kisko pata
Ye dard hai ya dardon ki dawa
Ye koi sanam ya aap khuda
Ye koi sanam ya aap khuda, aap khuda

Ishq bina kya marna yaara
Ishq bina kya jeena
Tumne ishq ka naam suna hai
Humne ishq kiya hai
Phoolon ka gulshan, ishq ishq
Kaanton ka daaman, ishq
Phoolon ka gulshan, ishq ishq
Kaanton ka daaman, ishq

Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Ishq bina kya jeena yaaron
Ishq bina kya marna yaaron
Gudh se meetha, ishq ishq
Imli se khatta, ishq ishq
Gudh se meetha, ishq ishq
Imli se khatta, ishq ishq

Ishq ishq, ishq ishq
Ishq ishq, ishq ishq