CORRECT LYRICS

Lyrics : Phoolon Ka Taron Ka, Pt. 2

Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai

Phoolon ka taaron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Jab se meri aankhon se ho gayi tu door
Tab se saare jeevan ke sapne hain choor
Hey, Jab se meri aankhon se ho gayi tu door
Tab se saare jeevan ke sapne hain choor
Aankhon mein neend na mann mein chaina hai

Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Dekho hum-tum donon hain ik daali ke phool
Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool
Haan, dekho hum-tum donon hain ik daali ke phool
Main na bhoola tu kaise mujhko gayi bhool
Aa mere paas aa, keh jo kehna hai

Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Jeevan ke dukhon se yoon darte nahi hain
Aise bachke sach se ghuzarte nahi hain
Hey, jeevan ke dukhon se yoon darte nahi hain
Aise bachke sach se ghuzarte nahi hain
Sukh ki hai chaah to dukh bhi sehna hai

Ek hazaron mein meri behna hai
Saari umar humein sang rehna hai
Phoolon ka taron ka sabka kehna hai

Phoolon ka taron ka sabka kehna hai
Ek hazaron mein meri behna hai
Ek hazaron mein meri behna hai