CORRECT LYRICS

Lyrics : Koi Gham Nahi

Koi gham nahi, zindagi me zimmedariyan bhi kam nahi
Kandhe mere bhaari, par rukne ka mera mann nahi
Sangram jaari, jab tak saanse jaati tham nahi
Par hum wohi, jise kabhi koi gham nahi

Zindagi me zimmedariyan bhi kam nahi

Par hum wohi, jise kabhi koi

Socha nahi tha sapno me, apno se hi milega
Mujhe aisa dhokha (Yeah, yeah)
Ke sach na hazam hua, itna wazan
Ki paakar sab kuch maine khoya (Yeah, yeah)
Ye farsh pe bhikhri umeede
Sangharsh se nikle tareeke
Satark haalat me seekhe, arth manzil ka

Koi gham nahi, zindagi me zimmedariyan bhi kam nahi
Kandhe mere bhaari, par rukne ka mera mann nahi
Sangram jaari, jab tak saanse jaati tham nahi
Par hum wohi, jise kabhi koi gham nahi
Zindagi me zimmedariyan bhi kam nahi
Kandhe mere bhaari, par rukne ka mera mann nahi
Sangram jaari, jab tak saanse jaati tham nahi
Par hum wohi, jise kabhi koi

Thukha hai mere nagmo ko karmo ne
Sadmo ke paani se bhigoya (Yeah)
Maine khud ko khatam kar khud se hi
Khud me hi khud ko piroya (Yeah, yea)
Ke dard ne ladna sikhaya
Maine farz ko mere apnaya
Aur waqt ne mujhe samjhaya, arth manzil ka

Koi gham nahi, zindagi me zimmedariyan bhi kam nahi
Kandhe mere bhaari, par rukne ka mera mann nahi
Sangram jaari, jab tak saanse jaati tham nahi
Par hum wohi, jise kabhi koi gham nahi

Zindagi me zimmedariyan bhi kam nahi
Kandhe mere bhaari, par rukne ka mera mann nahi
Sangram jaari, jab tak saanse jaati tham nahi
Par hum wohi, jise kabhi koi ghum nahi

Gham nahi
Koi gham nahi
Koi gham nahi, gham nahi
Koi gham nahi, phir mujhe koi gham nahi
Ghum nahi, koi gham nahi
Koi gham nahi, gham nahi, koi gham nahi
Phir mujhe koi!