SUBMIT LYRICS
Top 100
Album releases
artists
Community
French
Spanish
Portuguese
Correction Lyrics
Home From Work
by
ZAYN
Back
Lyrics
Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara [x2] Paani hoon paani main Haan behne do mujhe Jaisa hoon waisa hi Rehne do mujhe Duniya ki bandishon se Mera naata hai kahan Rukna theharna mujhko aata hai kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara [x2] Bang! Neeli hai kyun zameen Neela hai kyun samaa Lagta hai ghaas par soya aasmaan Yeh mastiyan meri Manmaniyan meri Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara [x2] Chal pade hain hum aisi raah pe Befikar hue ke ab jaana kahan Lapata hue saare raaste Dhoondega humein yeh zamana kahan Yeh samaa hai kaisa Muskurane jaisa Dheemi baarishein hain har jagah Yeh nasha hai kaisa Doob jaane jaisa Jaagi khwaishein hain har jagah Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din Gazab ka hai yeh din dekho zara [x2]
music video
Your name will be published. Leave fields blanks to remain anonymous.
Submit
Modal title
×
Insert media
Video URL?
(YouTube, Vimeo, Instagram, DailyMotion, Soundcloud)
×
Remember me
Lost password
Sign in
Register